Saaton janam main tere
Main saath rahunga yaar
Saaton janam main tere
Main saath rahunga yaar
Mar bhi gaya to main tujhe
karta rahunga pyaar
Sapna samajh ke bhul na jaana
O dilwale saath nibhaana
Saath nibhaana dildaar
Saaton janam main tere
Main saath rahunga yaar
Mar bhi gaya to main tujhe
Karta rahunga pyaar
Sun meri shehzadi
Main hoon tera shehzada
Sun meri shehzadi
Main hoon tera shehzada
Baahon mein leke tujhe
Main karta hoon wada
Aye jaane tamanna meri
Main kha ke kasam teri
Ye karta hoon iqraar
Mar bhi gaya to main tujhe
Karta rahunga pyaar
Sapna samajh ke bhul na jaana
O dilwale saath nibhaana
Saath nibhaana dildaar
Saaton janam main tere
Main saath rahunga yaar
Mar bhi gaya to main tujhe
karta rahunga pyaar
~~~~~~~~~~~~
@obayed1122
Ehsaas nahi tujhko
Main pyaar karun kitna
Ehsaas nahi tujhko
Main pyaar karun kitna
Kar dungi tujhe paagal
Chaahungi sanam itna
Daaman na kabhi chhute
Tode na kabhi toote
Jo rishta jude ek baar
Mar bhi gaya to main tujhe
karta rahunga pyaar
Sapna samajh ke bhul na jana
O dilwale saath nibhaana
Saath nibhaana dildaar
Saaton janam main tere
Main saath rahunga yaar
Mar bhi gaya to main tujhe
karta rahunga pyaar